Shayaries :
Mera har gam teri har khushi se acccha hoga,
Mera har din teri har raat se accha hoga,
Agar yakeen na aayae, to khidki se jhaank kar dekh lena,
Mera JANAAZA teri BARAAT se accha hoga.
-=-=-=-=-=-
Jab doston ki dastan waqt sunayega !hum ko bhi koi shaks yad ayega!
Tab bhool jayege zindagi ke gamoonko hum, jab gujra zaamana yaad ayega!
-=-=-=-=-=-
Humane aapki yad me cigarate jalai
Magar kambhakat dhooene bhi teri tasveer banayi.
-=-=-=-=-=-
Woh Kehte Hain Mat Piyo Itna , Behosh Ho Jaoge
Kaun Unhe Samjhaaye, Hum To Pee Ke Hosh Mein Aate Hain
-=-=-=-=-=-
Ladkiyaan sunder hain
Aur lonely hain
Problem hai ki bus voh read only hain
-=-=-=-=-=-
Phool kihlte hai,
baharo ka shama hota hai,
aaisa mousum mien hi tho pyar jawan hota hai,
hoto se jho keheni thi baat,
who baat aakon se bhi bayan hota hai .
-=-=-=-=-=-
Draupadi ka vastraharan
dushasan ko pada bhari
Draupadi ka vastraharan
dushasan ko pada bhari
Saari Mein Saari
Parag Saari!
-=-=-=-=-=-
Joron ki baarish
Makes u wonder...
Joron ki baarish
Makes u wonder.. is this what they call..
Taste The Thunder!
-=-=-=-=-=-
Manoj named Kapil,
Paaji was very brave
Manoj named Kapil,
Paaji was very brave
palmolive da jawab nahi
boy he had a close shave!
-=-=-=-=-=-
Har taraf tera jalwa
har taraf tera jalwa
from VT to churchgate
from Dadar to Kalva
-=-=-=-=-=-
Jab tota hua dirty
tote se boli myna
Jab tota hua dirty
tote se boli myna
don't u worry......
surf excel hai na!
-=-=-=-=-=-
Khake Chywanprash budhi ka gyaan payega
Khake Chywanprash budhi ka gyaan payega
Kabhi na Kabhi mera number ayega!
-=-=-=-=-=-
Aaj ka kam kal kar pyare kalka parso
Itne bhe kya jalde hai jab jena hai barso
-=-=-=-=-=-
Phool ko chua to kata chubh gaya,
Ladki ko chua to chatta lagg gaya
-=-=-=-=-=-
Tu nahi sari duniya ki nazar mujh se khafa hai,
Tu nahi sari duniya ki nazar mujhe se khafa hai,
jab naseeb mein pyaar nahi kaise kahu koi bewafa hai.
-=-=-=-=-=-
Pyar ke sitaare jab gardish mein hote hai
Pyar ke sitaare jab gardish mein hote hai
Laila ghar mein aur majnoo jail mein hote hai
-=-=-=-=-=-
Badli hai duniya , kuchch mein bhi badal gaya hoon
Pahle trainee tha ab S/W Engr ho gaya hoon
-=-=-=-=-=-
eee shayar tere shayree sunkar maja ayaa
eee shayar tere shayree sunkar maja ayaa
tu do minute ruk mein muut ke ayyaa
-=-=-=-=-=-
Aam hai Khatte,
Angoor hai Meethe,
Shayri sunnewale hai
ULLU KE PATTHE.
-=-=-=-=-=-
Apple kante hai knife se,juice pite hai pipe se,
haha kya zamana kya gayahai, joote khate hai wife se.
-=-=-=-=-=-
Jab ho meri maut to mat aana meri aarthi ke pitche who mere pyaar ke tohin hogi
me chaar ke kandthe par hunga aur tum paidal ho gi.
-=-=-=-=-=-
Khud ko kar buland itnaa Ke' Himaalay ki choti pe jaa pahunche
aur khuda tumse puche 'Abe sale gadhe, ab utrega kaise ?'
-=-=-=-=-=-
Tumne kaha tha aaoge tum mere khwab mein,
Tumne kaha tha aaoge tum mere khwab mein,
Mein zindagi bhar sotaa raha issi intezaar mein!!!!!
-=-=-=-=-=-
Mudkar jara idhar bhi dekh zalim ki tammna hum bhi rakhte hai
husn tere pas hai to kya hua, jigar hum bhi rakhte hai.
-=-=-=-=-=-
Id ke din aap khadi na hona chhat par
Id ke din aap khadi na hona chhat par
kahi log roza na tod de aapko chand samaj kar.
-=-=-=-=-=-
Ab Humari mohabbat ka ek hi Anjaam Baki Hai,
Ab Humari mohabbat ka ek hi Anjaam Baki Hai,
Tumhare Naam ke aage,Humare Naam Jodna Baki Hai.
-=-=-=-=-=-
Tum Jab Safed rang ke kapde pehenti ho to bilkul Ambulance lagti ho,
Fark Sirf itna hai Ambulance Ghaayalo ko le jaati hai tum hamen Ghaayal karke chali jaati ho.
-=-=-=-=-=-
Dil me yadoo ki tarah, Akoh me ahasu ki tarah
tum mere paas ho, phool me khusbu ki tarah.
-=-=-=-=-=-
Samundar ke toofan se to nikal gaya,
par teri aankhon ka dariya par na kar saka.
-=-=-=-=-=-
Project extend ho gaya to kya ho jaata hai?
Are Tankha milti hai aur time pass hota hai.
-=-=-=-=-=-
Unki zulfoon pe pyaar aaya
Paas ja kar dekha tu sardar paya
-=-=-=-=-=-
Aur bhi bahut si cheezain lut chu-ki hai dil ke saath
Ye bataya doostoon ne ishq furmane ke baad
Is liye kamray ki ek ek cheez "check" karta hoon main
"Ek tere aane se pehle, ek tere jaa-ne ke baad"
-=-=-=-=-=-
Humne bhi pyar kiya tha jindgi main,badi joshh ke sath!
Humne bhi pyar kiya tha jindgi main,badi shhor ke sath!
Aab hum pyar karenge badi soch ke sath !
Kyon ki usey kal shamko dekha kisi aur ke sath !
-=-=-=-=-=-
Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak Dharti se aasmaa tak, aasmaa se dharti tak [Audience: Are bhai, aage bhi to bolo.] Hawa hi hawa hai.
-=-=-=-=-=-
Pyar mein kisine Dhoka to kisine kasam khayi hai
Hum wo majnoo hai jisne sirf laat khayi hai
-=-=-=-=-=-
Prabhakar ki kahani
Wonder ki baat hain
Prabhakar ki kahani
Wonder ki baat hain
Sach kya hain
yeh to andar ki baat hain
-=-=-=-=-=-
Dil cheez kya hain
Dil cheez kya hain
Aap meri jaan lijiye
Bus ek baar.... Bus ek baar
Amul lagake kha lijiye.
-=-=-=-=-=-