Shayaries :
Jaana tha cheen pahunch gaye japan
Jaana tha cheen pahunch gaye japan
Juhi, shahrukh, tabu aur salman.
-=-=-=-=-=-
Safed hain kurta,safed hain payjama
Safed hain kurta,safed hain payjama
Safed hain kurta,safed hain payjama
Alpha,beta,theta,gamma.
-=-=-=-=-=-
chachundar ke sar pe chameli ka phool
chachundar ke sar pe chameli ka phool
Utterly,butterly delicious amul.
-=-=-=-=-=-
Main tere pyar mein paagal hua chhaliye
Mein tere pyar mein paagal hua chhaliye,
Iodex maliye kaam pe chaliye
-=-=-=-=-=-
Tum har raat mere khwabon mein aao,
Tum har raat mujhe yuunhi satao,
Melody khao khud jaan jao...
-=-=-=-=-=-
Maine tumse pyar kiya, tere baap ne mujhe pita
Maine tumse pyar kiya, tere baap ne mujhe pita
Tan ki shakti, man ki shakti, Bournvita (Chorus: Aha-aha...)
-=-=-=-=-=-
Aur, ant mein Ghalib ke liye ek sher:
Kyon apni kabar khud-hi khod raha hai Galib.....
Kyon apni kabar khud-hi khod raha hai Galib.....
La, phawda mujhe de.(Wah Wah)
-=-=-=-=-=-
Dharti, taarey, pahaad, pathar
Dharti, taarey, pahaad, pathar.......
Ekhathar, bahathar, chauhathar !
( trihathar is on leave )
-=-=-=-=-=-
Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahae hain
Aaj aasmaan mein taare aise chamak rahae hain........
Bilkul jaise kal chamak rahae thae...(wah wah)
-=-=-=-=-=-
Asmaan mein ud rahae hai kabootar
Aasmaan mein ud rahae hai kabootar
Flutter Flutter, Flutter Flutter
-=-=-=-=-=-
Dooor se dekha to kuchh dikha nahi.....
Dooor se dekhaaa... to kuchh dikha nahi.....
Paas jake dekhaa to kuchh tha hi nahi
-=-=-=-=-=-
Dooor se dekha to Patthhar dikhta tha.....
Dooor se dekha... to Patthharr dikhtaa thaa.....
Paas jake dekha to... suchmuch Patthhar hi thaa...
-=-=-=-=-=-
Dooor se dekha to paani baras raha tha
Dooor se dekha to paani baras raha tha
Paas gaya... to bheeg gaya...
-=-=-=-=-=-
Jee karta hai ki teri nili nili aankhon main doob jaoon
Jee karta hai ki teree nili nili aankhon main doob jaoon
Splaaaasssssh!!!!!!! !
-=-=-=-=-=-
Dharti so rahi hai,
Aasman so raha hai
Dharti so rahi hai,
Aasman so raha hai
Nonsense! yeh sab kya ho raha hai?
-=-=-=-=-=-
Tumne mere man se khela
Tumne mere tan se khela
Tumne mere dhan se khela
Wah, Wah Wah !well played! well played!
-=-=-=-=-=-
Kaaash ke tere chehre par Chickenpox ke daag hote.....
Kaaash ke tere chehre par chickenpox ke daag hote.....
Chand to tu hai hi ...sitaare bhee saaath hote !!!
-=-=-=-=-=-
Agar tuj mein himmat hai To kutub minaar ko hila kar dikha,
Aur agar nahin, to mere paas beth, Do ghoont maar, Kutub minar ko hilta hua dekh.
-=-=-=-=-=-
Duniya Se Jo Darre, Usse Kaayar Kehte Hain,
Duniya Jisse Darre, Usse Shaayar Kehte Hain,
Biwi Se Jo Darre, Usse Shohar Kehte Hain.
-=-=-=-=-=-
Jise dil diya woh delhi chali gayi..
Jise pyar kiya woh italy chali gayi...
Dil ne kaha khud kushi kar le zalim...
Bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi...
-=-=-=-=-=-
Mujhe phir wahi yaad aane lage hain
mujhe phir wahi yaad aane lage hai
mujhe kyon infinite loop me dal rahe hai??
-=-=-=-=-=-
Gum woh cheez hai ...
Wah ! Kya dard hai !
Gum woh cheez hai ...
jisse paper chipkaya jaata hai
-=-=-=-=-=-
Yeh teri aankhen hain ya gehari jheel
Yeh teri aankhen hain ya gehari jheel
Big Deal ! Big deal !
-=-=-=-=-=-
Tum aa gaye ho ; Noor aa gaya hai
Chalo teeno picture chalen.....
-=-=-=-=-=-
Main hu yahan, tu hai wahan
Main hu yahan, tu hai wahan
Lifebouy hai jahan, tandurusti hai wahan
-=-=-=-=-=-
Before Marrige
takdir hai magar kismat nahi khulti
tajmahal banana chahata hoon
lekin mumtaz nahi milti
After Marriage
takdir hai magar kismat nahi khulti
tajmahal banana chahata hoon
lekin mumtaz nahi marti
-=-=-=-=-=-
Finally heres one in english ...
Birdy, birdy in the sky
Why you poo poo in my eye
I didn't sigh, I didn't cry
Thank God, Cow's don't fly !
-=-=-=-=-=-